Hindi Lyrics


Hindi (partly incomplete)

  • abhimaan
  • la: luuTe koii man kaa nagar ban ke meraa saathii - (2)
    ma: kaun hai vo, apano.n me.n kabhii, aisaa kahii.n hotaa hai,
    ye to ba.Daa dhokhaa hai
    la: luuTe koii ...

    la: (yahii.n pe kahii.n hai, mere man kaa chor
    ma: nazar pa.De to ba_iyaa.N duu.N maro.D ) - (2)
    la: jaane do, jaise tum pyaare ho,
    vo bhii mujhe pyaaraa hai, jiine kaa sahaaraa hai
    ma: dekho jii tumhaarii yahii batiyaa.N mujhako hai.n ta.Dapaatii.n
    la: luuTe koii ...

    ma: (rog mere jii kaa, mere dil kaa chain
    la: saa.Nvalaa saa mukha.Daa, usape kaare nain ) - (2)
    ma: aise ko, roke ab kaun bhalaa,
    dil se jo pyaarii hai, sajanii hamaarii hai
    la: kaa karuu.N mai.n bin usake rah bhii nahii.n paatii
    la,ma: luuTe koii ...
    %
    ..............................................

    miit na milaa re man kaa - (2)
    koii to milan kaa
    koii to milan kaa, karo re upaay
    miit na...

    chain nahii.n baahar, chain nahii.n ghar me.n
    man meraa dharatii par, aur kabhii a.nbar me.n
    usako Dhuu.NDhaa, har Dagar me.n, har nagar me.n
    galii galii dekhaa nayan uThaaye
    miit na...

    roz mai.n apane hii, pyaar ko samajhaauu.N
    vo nahii.n aayegaa, maan nahii.n paauu.N
    shaam hii se prem diipak, mai.n jalaauu.N
    phir vohii diipak, duu.N mai.n bujhaaye
    miit na...

    der se man meraa, aas liye Dole - (2)
    priit bharii baanii, raag meraa bole
    koii sajanii, ek khi.Dakii bhii na khole
    laakh taraane, kahaa mai.n sunaaye
    miit na...
    ................................................

    piyaa binaa ... piyaa binaa piyaa binaa, basiyaa
    baaje naa baaje naa baaje naa, piyaa binaa ...

    piyaa aise ruuThe, ke ho.nTho.n se mere, sa.ngiit ruuThaa (2)
    kabhii jab mai.n gaauu.N, lage mere man kaa, har giit jhuuThaa
    aise bichha.De, ho ... aise bichha.De mose rasiyaa
    piyaa binaa ... piyaa binaa piyaa binaa, basiyaa
    baaje naa baaje naa baaje naa, piyaa binaa ...

    tumhaarii sadaa bin, nahii.n ek suunii, morii nagariyaa (2)
    ke chup hai papiihaa, mayur bol bhuule, ban me saa.Nvariyaa
    din hai suunaa, aa ... din hai suunaa suunii ratiyaa
    piyaa binaa ... piyaa binaa piyaa binaa, basiyaa
    baaje naa baaje naa baaje naa, piyaa binaa ...
    ..................................................

    tere mere milan kii ye rainaa
    nayaa koI gul khilaayegii
    tabhii to cha.nchal hai.n tere nainaa
    dekho naa
    dekho naa, tere mere milan kii ye rainaa

    (nanhaa.n saa gul khilegaa a.Nganaa
    suunii ba_i.nyaa.N sajegii sajanaa) - 2
    jaise khele cha.ndaa baadal me.n
    khelegaa vo tere aa.nchal me.n
    (cha.ndaniyaa gunagunaayegii) - 2
    tabhii to cha.nchal hai.n tere nainaa, dekho naa ...

    (tujhe thaame ka_I haatho.n se
    miluu.ngaa madabharii raato.n me.n) - 2
    jagaa ke anasuunii sii dha.Dakan
    balamavaa bhar duu.ngii teraa man
    (na_I adaa se sataayegii) - 2
    tabhii to cha.nchal hai.n tere nainaa, dekho naa ...
    %
    ...................................................

    r: ##hmmm...##, o...
    terii bi.ndiyaa re
    re aay hAy
    terii bi.ndiyaa re - 2
    re aay hAy
    l: sajan bi.ndiyaa le legii terii ni.ndiyaa
    r: re aay hAy
    terii bi.ndiyaa re

    r: tere maathe lage hai.n yuu.N, jaise cha.ndaa taaraa
    jiyaa me.n chamake kabhii kabhii to, jaise koI angaaraa
    tere maathe lage hai.n yuu.N
    l: sajan ni.ndiyaa...
    sajan ni.ndiyaa le legii le legii le legii
    merii bi.ndiyaa
    r: re aay hAy
    teraa jhumakaa re
    re aay hAy
    teraa jhumakaa re
    l: chain lene naa degaa sajan tumakA
    re aay hAy meraa jhumakaa re

    l: meraa gahanaa balam tU, tose sajake Doluu.n
    bhaTakate hai.n tere hI nainA, mai.n to kuchha naa boluu.n
    meraa gahanaa balam tU
    r: to phir ye kyaa bole hai bole hai bole hai
    teraa ka.nganaa
    l: re aay hAy
    meraa ka.nganaa re
    bole re ab to chhuuTe na teraa a.nganaa
    r: re aay hAy
    teraa ka.nganaa re

    r: tuu aayI hai sajaniyaa, jab se merI banake
    Thumak Thumak chale hai jab tU, merii nas nas khanake
    tU aayI hai sajaniyaa
    l: sajan ab to
    sajan ab to chhuuTenaa chhuuTenaa chhuuTenaa
    teraa a.ngnaa
    r: re aay hAy
    teraa ka.nganaa re
    l: sajan ab to chhuuTenaa teraa a.nganaa
    re aay hAy
    teraa a.nganaa re
  • anand
  • kahii.n duur jab din Dhal jaae
    saa.Njh kii dulhan badan churaae
    chupake se aae
    mere Kayaalo.n ke aa.ngan me.n
    koi sapano.n ke diip jalaae, diip jalaae
    kahii.n duur ...

    kabhii yuu.Nhii.n, jab huii.n, bojhal saa.Nse.n
    bhar aaii baiThe baiThe, jab yuu.Nhii.n aa.Nkhe.n
    tabhii machala ke, pyaar se chhala ke
    chhue koii mujhe par nazar na aae, nazar na aae
    kahii.n duur ...

    kahii.n to ye, dil kabhii, mil nahii.n paate
    kahii.n se nikal aae, janmo.n ke naate
    ghanii thii ulajhan, bairii apanaa man
    apanaa hii hoke sahe dard paraae, dard paraae
    kahii.n duur ...

    dil jaane, mere saare, bhed ye gahare
    ho gae kaise mere, sapane sunahare
    ye mere sapane, yahii to hai.n apane
    mujhase judaa na ho.nge inake ye saaye, inake ye saaye
    kahii.n duur ...
    %

    ..........................
    maut tuu ek kaviitaa hai .
    mujhase ek kaviitaa kaa vaadaa hai milegii mujhako ..

    Duubatii nabzo.n me.n jab dard ko nii.nd aane lage
    zard saa cheharaa li_e chaa.Nd ufak tak pahu.nche
    din abhii paanii me.n ho raat kinaare ke kariib
    na abhii a.ndheraa ho na ujaalaa ho
    na raat na din
    jism jab khatm ho aur ruuh ko saa.Ns aae .

    mujhase ek kaviitaa kaa vaadaa hai milegii mujhako ..
    %
    ..............................]
    naa, jiyaa laage naa
    tere binaa, meraa kahii.n, jiyaa laage naa
    naa, jiyaa laage naa

    (tum agar jaao kabhI jaao kahii.n
    vaqt se kahanaa zaraa, vo Thahar jaaye vahii.n ) - 2
    vo gha.Dii - 2, vahii.n ruke naa jaaye naa
    naa, jiyaa laage naa ...

    (jiinaa bhuule the kahaa.N yaad nahii.n
    tujhako paayaa hai jahaa.N, saa.Ns phir aaii vahii.n ) - 2
    zi.ndagii - 2, tere binaa haay, bhaaye naa
    naa, jiyaa laage naa ...
    ........................................
    zi.ndagii ...
    kaisii hai pahelii, haae
    kabhii to ha.nsaaye
    kabhii ye rulaaye
    zi.ndagii ...

    kabhii dekho man nahii.n jaage
    piichhe piichhe sapano.n ke bhaage
    ek din sapano.n kaa raahii
    chalaa jaae sapano.n ke aage kahaa.N
    zi.ndagii ...

    jinhone sajaae yahaa.N mele
    sukh-dukh sa.ng-sa.ng jhele
    vahii chunakar Kaamoshii
    yuu.N chalii jaae akele kahaa.N
    zi.ndagii ...
  • aradhana
  • (cha.Ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu
    o merii aa.Nkho.n kaa taaraa hai tuu) -3
    jiitii huu.N mai.n bas tujhe dekhakar
    is TuuTe dil kaa sahaaraa hai tuu

    tuu khele khel ka_ii, meraa khilonaa hai tuu -2
    jisase ba.Ndhii har aashaa merii
    meraa vo sapanaa salonaa hai tuu
    nanhaa saa hai kitanaa su.ndar hai tuu
    chhoTaa saa hai kitanaa pyaaraa hai tuu
    cha.Ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu

    munne tuu khush hai ba.Daa, tere guDDe kii shaadii hai aaj -2
    mai.n vaarii re mai.n balihaarii re
    ghuu.NghaT me.n gu.Diyaa ko aatii hai laaj
    yuu.Nhii kabhii hogii shaadii terii
    duulhaa banegaa ku.nvaaraa hai tuu
    cha.Ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu

    purvaaii van me.n u.De, pa.nchhii chaman me.n u.De -2
    raam kare kabhii ho ke ba.Daa
    tuu banake baadal gagan me.n u.De
    jo bhii tujhe dekhe vo ye kahe
    kis maa.N kaa aisaa dulaaraa hai tuu
    cha.Ndaa hai tuu, meraa suuraj hai tuu
    %

    ............................
    m: aa..., (gunagunaa rahe hai.n bha.Nvare
    khil rahii hai.n kalii kalii ) - (2)
    l: galii galii
    m: kalii kalii
    l: gunagunaa rahii...
    ##mm.. aa..##

    l: zaraa dekho sajan beiimaan bha.Nvaraa kaise musakaaye
    m: haay kalii yuu.N sharamaaye
    ghuu.NghaT me.n jaise koii chhup jaaye
    l: haay zaraa...
    m: haay kalii...
    l: R^itu aisii haae kaisii ye pavan chalii galii galii
    gunagunaa rahii...
    m: galii galii
    l: kalii kalii
    m: gunagunaa rahii...
    ##mm.. aa..##

    m: kisii ko kyaa kahe.n ham dono bhii hai.n dekho kuchh khoye
    l: khoye huaa kyaa oe oe jaage jiyaa me.n aramaan soye
    m: soye kisii ko...
    l: khoye huaa kyaa...
    m: R^itu aisii haae kaisii ye pavan chalii galii galii
    gunagunaa rahii...
    l: galii galii
    m: kalii kalii
    l: gunagunaa rahii...
    aa...

    l: suno paas na aao, kaliyo.n ke bahaane pyaar na jataao
    m: jaao chalo baat na banaao
    bha.Nvare ke bahaane aa.Nkh na la.Daao
    l: jaao suno paas...
    m: jaao chalo baat...
    l: R^itu aisii haae kaisii ye pavan chalii galii galii
    gunagunaa rahii...
    m: gunagunaa rahii...
    l: galii galii)
    m: kalii kalii) ...
    %
    ..................................
    ki: koraa kaagaz thaa ye man meraa
    likh liyaa naam is pe teraa
    la: suunaa aa.ngan thaa jiivan meraa
    bas gayaa pyaar jis pe teraa

    ki: (TuuT naa jaaye sapane mai.n Darataa huu.N
    nit din sapano.n me.n dekhaa karataa huu.N) - 2
    nainaa kajaraare matavaare ye ishaare
    khaalii darapan thaa ye man meraa
    rach gayaa ruup is me.n teraa

    la: koraa kaagaz thaa ye man meraa
    likh liyaa naam is pe teraa

    la: chain ga.nvaayaa maine ni.ndiyaa ga.nvaaI
    saarii saarii raat jaaguu.n duu.N mai.n duhaaI
    kahuu.N kyaa mai.n aage nehaa laage jii naa laage
    koii dush{}man thaa ye man meraa
    ban gayaa miit jaa ke teraa

    ki: koraa kaagaz thaa ye man meraa
    likh liyaa naam is pe teraa

    ki: baago.n me.n phuulo.n ke khilane se pahale
    la: tere mere naino.n ke milane se pahale
    ki: kahaa.n kii ye baate.n
    la: mulaakaate.n
    ki: aisii raate.n
    la: TuuTaa taaraa thaa ye man meraa
    ki: ban gayaa chaa.nd hoke teraa

    ki, la: koraa kaagaz thaa ye man meraa
    likh liyaa naam is pe teraa
    %
    ....................................
    mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu
    aaii rut mastaanii kab aayegii tuu
    biitii jaaye zi.ndaganii kab aayegii tuu
    chalii aa, aa tuu chalii aa ...

    phuul sii khil ke, paas aa dil ke
    duur se mil ke, chain naa aaye
    aur kab tak mujhe ta.Dapaayegii tuu
    mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu ...

    pyaar kii galiyaa.N, baago.n kii kaliyaa.N
    sab ra.ngaraliyaa.N, puuchh rahii.n hai.n
    giit panaghaT pe kis din gaayegii tuu
    mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu ...

    kyaa hai bharosaa, aashiq dil kaa
    aur kisii pe, ye aa jaaye
    aa gayaa to bahut pachhataayegii tuu
    mere sapano.n kii raanii kab aayegii tuu
    aaii rut mastaanii kab aayegii tuu
    biitii jaaye zi.ndagaanii kab aayegii tuu
    chalii aa, aa tuu chalii aa ...
    %

    .........................................
    ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
    bhuul koii hamase naa ho jaaye

    (raat nashiilii mast samaa hai
    aaj nashe me.n saaraa jahaa.N hai.n) - (2)
    aaye sharaabii mausam bahakaaye - e - e - e ...
    ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
    bhuul koii hamase naa ho jaaye

    (aa.Nkho.n se aa.Nkhe.n milatii hai.n jaise
    bechain hoke tuufaa.N me.n jaise) - (2)
    mauj koii saahil se Takaraaye - e - e - e ...
    ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
    bhuul koii hamase naa ho jaaye

    (rok rahaa hai hamako zamaanaa
    duur hii rahanaa paas naa aanaa) - (2)
    kaise magar koii dil ko samajhaaye - e - e - e ...
    ruup teraa mastaanaa, pyaar meraa diivaanaa
    bhuul koii hamase naa ho jaaye
  • bombay
  • tuu hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
    aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako
    jaan re, jaan re, in saa.nso.n me.n bas jaa tuu
    chaa.Nd re, chaa.Nd re, aajaa dil kii zamiin pe tuu

    chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tuu
    yaa phir aisaa kar, dharatii se milaa de mujhako
    tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
    aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako

    in saa.nso.n kaa dekho tum paagalapan ke
    aaye nahii.n inhe.n chain
    mujhase ye bolii mai.n raaho.n me.n terii
    apane bichhaa duu.n ye nain
    in uu.Nche pahaa.Do.n se jaa.n de duu.ngaa mai.n
    gar tuum naa aaii kahii.n
    tum udhar jaan ummiid merii jo to.Do
    idhar ye jahaa.n chho.Duu mai.n
    maut aur, jindagii, tere haatho.n me.n de diyaa re

    aaii re, aaii re, le mai.n aaii huu.n tere liye
    to.Daa re, to.Daa re, har ba.Ndhan ko pyaar ke liye
    jaan re, jaan re, aajaa tujhame.n samaa jaauu.n mai.n
    dil re dil re, terI saa.nso.n me.n bas jaauu.n mai.n

    chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tuu
    yaa phir aisaa kar, dharatii se milaa de mujhako
    tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
    aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako

    aa ...

    sau baar bulaae mai.n sau baar aauu.n,
    ik baar jo dil diyaa
    ik aa.Nkh roye to dUjii bolo,
    soyegii kaise bhalaa,
    in pyaar kii raaho.n me.n patthar hai.n kitane
    un sab ko hii paar kiyaa
    ik nadii huu.n mai.n chaahat bharii aaj milane
    saagar ko aaii yahaa.n
    sajanaa, sajanaa, aaj aa.Nsuu bhii mIThe lage

    tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n
    aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako
    jaan re, jaan re, in saaso.n me.n bas jaa tuu
    chaa.Nd re, chaa.Nd re, aajaa dil kii zamiin pe tuu

    pal pal pal pal vakt to bItaa jaaye re
    zaraa bol zaraa bol vaqt se ke vo tham jaaye re
    aaii re, aaii re, le mai.n aaii huu.n tere liye
    jaan re, jaan re, aajaa tujhame.n samaa jaauu.n mai.n
  • bombay2goa
  • (dekhaa nA haay re sochaa nA haay re rakh dii nishaane pe jaan
    kadamo.n me.n tere nikale meraa dil hai bas yahii aramaan ) - 2

    Dole Dole Dole ae ae ,Dole Dole Dole ae ae , Dole Dole ae ae aae

    (miT jaaye.nge mar jaaye.nge, kaam koI kar jaaye.nge
    marake bhI chain nA mile, to jaaye.nge yaaro.n kahaa.n ) - 2
    are oho ... huu.N huu.N huu.N
    dekhaa nA haay ...

    (qaatil hai kaun, kahaa nahii.n jAye
    chup bhI to rahaa nahii.n jaaye
    bulabul hai kaun, kaun sayyaad
    kuchh to kaho re meri jaa.n ) - 2
    are oho ... huu.N huu.N huu.N
    dekhaa nA haay ...

    (ghar se nikale ham khaake qasam
    chho.De.nge piichhaa nA ham
    sar pe kafan baa.ndhe hue, aaye dIvaanaa yahaa.n ) - 2
    are oho ... huu.N huu.N huu.N

    dekhaa nA haay re sochaa nA haay re rakh dii nishaane pe jaan
    kadamo.n me.n tere nikale meraa dil hai bas yahii aramaan
  • chaudhavi ka chand..
  • chaudavii.n kaa chaa.nd ho, yaa aafataab ho
    jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho

    zulfe.n hai.n jaise kaa.Ndhe pe baadal jhuke hue
    aa.Nkhe.n hai.n jaise may ke payaale bhare hue
    mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho
    chaudavii.n kaa ...

    cheharaa hai jaise jhiil me khilataa huaa ka.nval
    yaa zi.ndagii ke saaj pe chhe.Dii huii gazal
    jaane bahaar tum kisii shaayar kaa Kvaab ho
    chaudavii.n kaa ...

    hoTho.n pe khelatii hai.n tabassum kii bijaliyaa.N
    sazade tumhaarii raah me.n karatii hai.n kaikashaa.n
    duniyaa-e-husn-o-ishq kaa tum hii shabaab ho
    chaudavii.n kaa ...

  • criminal
  • % Comments: This song has been sung thrice in the movie.
    % The first para is sung by Kumar Shanu in the Male and duet version
    % as the first para in both the songs
    % the second para is common to all the three songs. Alka sings it in the
    % duet version.
    % In the Female version of the song ALka has a new para which is given as
    % third para here.
    % The english para is recited by ALka in duet.
    % And ofcourse Alka sings rahuu.ngii and not rahuu.ngaa
    %
    %
    tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye - 2

    (naa ho tuu udaas tere paas paas mai.n rahuu.ngaa zindagii bhar ) - 2
    saare sa.nsaar kaa pyaar maine tujhii me.n paayaa
    tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye - 2

    cha.Ndaa tujhe dekhane ko nikalaa karataa hai
    aainaa bhii o ... dIdaar ko tarasaa karataa hai
    itanii hasii.n koii nahii.n - 2
    husna dono jahaa.n kaa ek tujhame simaT ke aayaa
    tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye
    ##
    Darling, every breath you take, every move you make,
    I will be there.
    What will I do without you, I want to love you
    forever and ever and ever.
    ##
    pyaar kabhii marataa nahii.n ham tuu marate hai.n
    hote hai.n vo log amar pyaar jo karate hai.n
    jitanii adaa utanii vafaa - 2
    ik nazar pyaar se dekh lo phir se zindaa karado
    tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye - 2

    naa ho tuu udaas tere paas paas mai.n rahuu.ngaa zindagii bhar - 2
    saare sa.nsaar kaa pyaar maine tujhii me.n paayaa
    tuu mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye - 2

    ## This para is for the female version sung by Alka as first para ##

    Gam hai kise ho sAraa jahaa.n chaahe dushmana ho
    kyaa chaahiye haatho.n me.n jo teraa daaman ho
    tuu hai jahaa.n manzil vahaa.n - 2
    dha.Dakano.n kii tarah apane dil me.n mujhako chhupaa lo
    tU mile dil khile aur jiine ko kyaa chaahiye%

  • darr
  • jAdU terI nazar, khushabU terA badan (2)
    tU hA.N kar yA nA kar (2)
    tU hai merI kiran (2)
    jAdU terI nazar ...

    (mere khvAbo.N kI tasvIr hai tU
    bekhabar merI taqadIr hai tU ) - 2
    tU kisI aur kI ho nA jAnA
    kuchh bhI kar jAU.NgA mai.N dIvAnA
    tU hA.N kar yA ...

    (fAsale aur kam ho rahe.n hai.N
    dUr se pAs ham ho rahe.n hai.N ) - 2
    mA.Ng lU.NgA mai.N tujhe AsamA.N se
    chhIn lU.NgA tujhe is jahA.N se
    tU hA.N kar yA ...
    ......................................
    tU mere saamane mai.n tere saamane
    tujhako dekhuu.n ki pyaar karuu.N
    ye kaise ho gayaa, tU merI ho gayii
    kaise mai.n aitabaar karuu.N

    TuuT ga_ii TuuT ke mai.n chuur ho gayii
    terI zid se mazabuur ho gayii
    terA jaadU chal gayaa o jaaduugar

    terI julfo.n se kheluu.ngaa mai.n
    tujhako baaho.n mai.n le luu.ngaa mai.n
    dil to dete hai.n aashiq sabhii
    jaan bhI tujhako de duu.ngaa mai.n

    ek baar nahii.n sau baar kar le,
    jii bhar ke tU mujhe pyaar karale
    terA jaadU chal gayaa o jaaduugar

    is kahAnI ke sau saal hai.n - 2
    ye tere pyaar ke chaar pal
    zindagaanii ke sau saal hai.n

  • ddlj
  • ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
    tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    koras: aa...

    ku: (tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    pyaar hotaa hai diivaanaa sanam) -2
    ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
    terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
    la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
    ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
    terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
    ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    koras: aa...

    la: aa.Nkhe.n merii, sapane tere
    dil meraa, yaade.n terii
    ku: meraa hai kyaa, sab kuchh teraa
    jaan terii, saa.Nse.n terii
    la: merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu tere aa gae
    muskuraane lage saare Gam
    ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
    la: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
    terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
    ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam

    la: ye dil kahii.n, lagataa nahii.n
    kyaa kahuu.N, mai.n kyaa karuu.N
    ku: haa.N, tuu saamane, baiThii rahe
    mai.n tujhe dekhaa karuu.N
    la: tuu ne aavaaz dii dekh mai.n aa ga_ii
    pyaar se hai ba.Dii kyaa kasam

    ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
    la: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    pyaar hotaa hai diivaanaa sanam
    ku: ab yahaa.N se kahaa.N jaae.n ham
    terii baaho.n me.n mar jaae.n ham
    koras: aa...

    ku: tujhe dekhaa to ye jaanaa sanam
    koras: aa...

  • deewana
  • ## hm m hm m, hm hm ## ...

    soche.nge tumhe pyaar kare ke nahii.n
    ye dil beqaraar kare ke nahii.n
    yaado.n me.n basaayaa tumako khvaabo.n me.n chhupaayaa tumako - 2
    miloge hame.n tum jaanam, kahii.n nA kahii.n
    soche.nge tumhe pyaar kare ke nahii.n

    tum ho khilataa mahakaa saa kamal - 2
    ham jo gaaye tum ho vo gazal
    kamasin bholaa saa mukha.Daa lagatii ho chaa.Nd kA ik Tuka.Daa
    tumasA nahii.n hai koI, pyaaraa sanam, pyaaraa sanam
    soche.nge tumhe pyaar kare ke nahii.n
    ye dil beqaraar kare ke nahii.n

    jis din tum ko dekhegii nazar - 2
    jaane dil pe hogaa kyA asar
    rakhe.nge tumako nigAho.n me.n, bhar le.nge tumhe baaho.n me.n
    zulfo.n ko ham sulajhaaye.nge ishq me.n duniyA bhulaa de.nge
    ye beqaraarii ab to, hogii nA kam, hogii nA kam
    soche.nge tumhe pyaar kare ke nahii.n ...

  • dil deke dekho
  • don
  • golmal
  • guide
  • jab koi baat bigad jaaye...
  • kabhi kabhi
  • maachis
  • muqaddar ka sikandar
  • namakhalal
  • satte pe satta
  • shaan
  • sharaabi
  • sholay
  • tumse milke - parinda
  • yaarana
  • email us at umeetu@usa.net

    TOP OF PAGE


    Disclaimer